Hamesha dair kr deta hoon main ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں by munir niazi urdu hindi poetry
Hamesha dair kr deta hoon main ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں by munir niazi urdu hindi poetry |
منیرنیازیؔ
ہمیشہ دیر کر
دیتا ہوں میں
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں
ضروری بات کہنی ہوں
کوئی وعدہ نبھانا ہو
اُسے آواز دینی ہوں
اُسے واپس بُلانا ہو
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں
مدد کرنی ہو اُس کی
یار کی ڈھارس بندھانا ہو
بُہت دیرینہ رستوں پر
کسی سے ملنے جانا ہو
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں
بدلتے موسموں کی سیر میں
دل کو لگانا ہو
کسی کو یاد رکھنا ہو
کسی کو بُھول جانا ہو
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں
کسی کو موت سے پہلے
کسی غم سے بچانا ہو
حقیقت اور تھی کچھ
اُس کو جا کے یہ بتانا ہو
ہمیشہ دیر کر دیتا ہوں میں
Hamesha dair kr deta hoon main
Zarori baat kehni ho
Koi wadha nibhana ho
Ussey awaz deni ho
Ussey wapis bulana ho
Hamesha dair kr deta hoon main
Madad karni ho us ki
Yaar ki dharas bandhana ho
Buhat derina rastoon par
Kissi se milney jana ho
Hamesha dair kar deta hoon main
Badaltey mousmoon ki shair mein
Dil ko laha ho
Kissi ko yaad rakhna ho
Kissi ko bhool jana ho
Hamesha dair kr deta hoon main
Kissi ko mout se phele
Kissi gham se bachana ho
Haqeeqat aor thi kuch
Us ko ja key yeh batana ho
Hamesha dair kar deta hoon main
MUNIR NIAZI
FOR MORE OF MUNIR NIAZI |
Nahi Ke Milne Milane Ka Silsila Rakhna
Kisi Bhi Satah Pe Kio To Raabta Rakhna,
Madad Ki Tumse Tawaqqo To Khair Kya Hogi,
Garib-E-Shaher-E-Sitam Hoon Mera Pata Rakhna,
Marenge Aur Hamare Siwa Bhi Tumpe Bahut,
Ye Jurm Hai To Phir Is Jurm Ki Saza Rakhna,
Naye Safar Pe Rawaana Hua Hai Az-Sar-E-Nau,
Jab Aaunga To Mera Naam Bhi Naya Rakhna,
Hisaar-E-Shauq Uthana Zaroor Magar,
Kisi Taraf Se Nikalne Ka Raasta Rakhna…
Zafar iqbal