Ik Tere Hijar Daimi Hai MUjhe By Tehzeeb Hafi Poetry
Ik Tere Hijar Daimi Hai MUjhe By Tehzeeb Hafi Poetry |
اک تیرا ہجر دائمی ہے
مجھے
اک تیرا ہجر دائمی ہے مجھے
ورنہ ہر چیز عارضی ہے مجھے
میری آنکھوں پہ دو مقدس ہاتھ
یہ اندھیرہ بھی روشنی ہے مجھے
میں سخن میں ہوں اُس جگہ کہ جہاں
سانس لینا بھی شاعری ہے مجھے
اک اُداسی جو اتنے لوگوں میں
نام لے کر پُکارتی ہے مجھے
میں اُسے کب کا بھول بھال چکا
زندگی ہے کہ رو رہی ہے مجھے
اِن پرندوں سے بولنا سیکھا
پیڑ سے خامشی ملی ہے مجھے
میں کہ کاغذ کی ایک کشتی ہوں
پہلی بارش ہی آخری ہے مجھے
تہذیبؔ حافی
Ik tere hijar daimi hai mujhy
Warna her chease aarzi hai mujhe
Meri ankhoon pe do muqaddas haath
Yeh andhera bhi roshni hai mujhe
Main sukhan mein hoonus jagha k jahan
Sans lena bhi shaiyari hai mujhe
Ik uddaasi jo itney logoon mein
Naam ley kr pukarti hai mujhe
Main ussey kab ka bhool bhal chukka
Zindagi hai k ro rhi hai abhi
In parindoon se bolna kaisa
Pairh sey khamoshi milli hai mujhe
Main k kaghaz ki aik kashti hoon
Pheli barish hi akhri hai mujhe
TEHZEEB HAFI
FOR MORE |