Tujhse Ab Aur Muhabbat Nahi Ki Ja Sakti Noshi Gilani Urdu Sad Poetry
Tujhse Ab Aur Muhabbat Nahi Ki Ja Sakti Noshi Gilani Urdu Sad Poetry |
تجھ سے اب اور
محبت نہیں کی جا سکتی
تجھ سے اب اور محبت نہیں کی جا سکتی
خود کو اتنی بھی اذیت نہیں دی جا سکتی
جانتے ہیں کہ یقین ٹوٹ رہا ہے دل پر
پھر بھی اب ترک یہ وحشت نہیں کی جا سکتی
حبس کا شہر ہے اور اس میں کسی بھی صورت
سانس لینے کی سہولت نہیں دی جا سکتی
روشنی کے لیے دروازہ کُھلا رکھناہے
شب سے اب کوئی اجازت نہیں لی جا سکتی
عشق نے ہجر کا آزارتو دے رکھا ہے
اس سے بڑھ کر تو رعایت نہیں دی جا سکتی
نوشیؔ گیلانی
Tujh sey ab aor muhabbat nahi ki ja sakti
Khud ko itni bhi aziyyat nahi di ja sakti
Jantey hain k yakeen toot rha hai dil par
Phir bhi tark yeh wehshat nahi ki ja sakti
Habs ka sheher hai aor us mein kissi bhi surat
Sans leney ki sahulat nahi di ja sakti
Roshni k liye darwaza khula rakhna hau
Shab se ab koi ijazat nahi li ja sakti
Ishq ne hijar ka aazaar tu dey rakha hai
Is se barh kr tu riyat nahi di ja sakti
NOSHI GILANI
FOR MORE |