Khandani munafiq hain ap is liye by ALI ZARYUN urdu hindi poetry
Khandani munafiq hain ap is liye by ALI ZARYUN urdu hindi poetry |
علی زریوں
خاندانی منافق
طنزکرنا ہے مجھ پر اجی کیجئے
کر رہے ہیں سبھی آپ بھی کیجئے
دیکھ بھی لیجئے بات بھی کیجئے
بات بھی کیجئے دیکھ بھی لیجئے
خاندانی منافق ہیں آپ اس لیے
دوستوں کی جڑیں کھوکھلی کیجئے
آپ اس کے سیوا کر بھی سکتے ہیں کیا
یعنی جو کر رہے ہیں وہی کیجئے
میں غلط بات بالکل نہیں مانتا
بات کرنی ہے جو بھی کھری کیجئے
حشر کے دن پہ کیوں ٹالتے ہیں مجھے
جو بھی کرنا ہے میرا ابھی کیجئے
Tanz karna hai mujh pe aji kijye
Kr rhe hain sabhi aap bhi kijye
Dekh bhi lijye baat bhi kijye
Baat bhi kijye dekh bhi lijye
Khandani munafiq hain app is liye
Dostoon ki jarein khokhli kijye
Aap is k siwa kr bhi ssaktey hain kya
Yani jo kr rhe hain wohi kijye
Main ghalat baat bilkul nahi manta
Baat karni hai jo bhi khari kijye
Hassar k din pe kyun taltey hain mujhe
Jo bhi karna hai mera abhi kijye
ALI ZARYUN
FOR MORE OF ALI ZARYUN |