Blog

Tujhe Apne Ghar Ki Pari Howi Nadeem Malik Sad Urdu Poetry

Tujhe Apne Ghar Ki Pari Howi Nadeem Malik Sad Urdu Poetry
Tujhe Apne Ghar Ki Pari Howi Nadeem Malik Sad Urdu Poetry

 

وہ جو حسن ہے وہ
خیال ہے جسے گردشوں کی خبر نہیں

تجھے اپنے گھر کی پڑی ہوی مجھے دوستوں کی خبر نہیں

تجھے آشناؤں کا پاس ہے مجھے رہبروں کی خبر نہیں

مجھے خواب میں دے تسلیاں یا  ہوا کے ہاتھ پیام دے

مجھے آج بھی میرے رہنما ترے راستوں کی خبر نہیں

مجھے ہے خبر تو فراق کی مجھے رنج ہے تو جدائی کا

وہ جو جلوا گر تھا خیال میں انہیں سلسلوں کی خبر نہیں

وہ جو حشر ہے وہ غزال ہے وہ جو نیند ہے وہ عذاب ہے

وہ جو حسن ہے وہ خیال ہے جسے گردشوں کی خبر نہیں

اُسے پائی پائی چُکائی ہے اُسے پھر بھی خوفِ خدا کہاں

اُسی حسن، حسنِ کمال کو معری عادتوں کی خبر نہیں

کئی پھول دیکھ کے جل گئے تعرع حسن، حسنِ کمال کو

کئی خواب دیکھ فنا ہوئے تجھے حسرتوں کی خبر نہیں

میں ندیم اُس کے خیال میں کئی بار چھت پہ گیا مگر

اُسے دیکھ کر یہ پتا چلا اُسے چاہتوں کی خبر نہیں

 

ندیم ملکؔ

 

Tujhe apne ghar ki pari hui mujhe dostoon ki khabar nahi

Tujhe ashnaoon ka pass ai mujhe rehbaroon ki khabar nahi

Mujhe Khuwab mein dey tasalliaan ya hawa k haath piaam
dey

Mujhe aaj bhi mere rehnuma tere rastoon ki khabar nahi

Mujhe hai khabar tu firaq ki mujhe ranj hai tu judai ka

Woh jo jalwa gar tha khiyal mein unhein silsiloon ki
khabar nahi

Woh jo hashar hai woh ghazal hai woh jo neend hai woh
azaab hai

Woh husan hai woh khayal hai jissey gardashoon ki khabar
nahi

Ossey payi payi chukai hai ossey phr bhi khof e khuda
kahan

Ossi hussan, husan e kamal ko meri adaatoon ki khabar
nahi

Kain phool dekh k jal gye tere husn, husn e kamal ko

Kain khuwab dekh fana huey tujhe hasratoon ki khabar nahi

Main Nadeem us k khiyal mein kain baar chaath pe gya
magar

Ussey dekh kr yeh pata chala usssye chahtono ki khabar
nahi

 

NADEEM MALIK

FOR MORE 

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Check Also
Close
Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker