Suno Yahan Koi Masla Hai Tumhari Awaaz Kat Rhi Hai by Tehzeeb Hafi Urdu Hindi Poetry
Suno Yahan Koi Masla Hai Tumhari Awaaz Kat Rhi Hai by Tehzeeb Hafi Urdu Hindi Poetry |
سُنویہاں کوئی
مسلہ ہے تمہاری آواز کٹ رہی ہے
کسے خبر ہے کہ عمر بس اس پہ غور کرنے پہ کٹ رہی ہے
کہ یہ اُداسی ہمارے جسموں سے کس خوشی میں لپٹ رہی ہے
عجیب دُکھ ہے ہم اُس کے ہو کر بھی اُس کو چھونے سے ڈر رہے
ہیں
عجیب دُکھ ہے ہمارے حصے کی آگ اوروں میں بٹ وہی ہے
میں اُس کو ہر روز بس یہی ایک جھوٹ سننے کو فون کرتا
سُنویہاں کوئی مسلہ ہے تمہاری آواز کٹ رہی ہے
سو اس تعلق میں جو غلط فہمیاں تھیں دور ہور ہی ہیں
روکی ہوئی گاڑیوں کے چلنے کا وقت ہے دُھند چھٹ رہی ہے
تہذیبؔ حافی
Kissey khabar hai k umer bas as pe ghor karney pey kat
rhi hai
K yeh uddassi hamare jismoon sey kis kushi mein lipat rhi
hai
Ajeeb dukh hai hum us k ho kar bhi us ko chohney sey dar
rhe hain
Ajeeb dukh hai hamare hissey ki aag aoroon mein bat rhi
hai
Main us ko her rooz bas yehi aik jhoot sunney kop hon karta
Suno yahan koi masla hai tumhari awaaz kat rhi hai
So is tahluq mein jo ghalat fehminaan thin door ho gai
hain
Ruki hui gaarioon k chalney ka waqt hai dhondh chat chuki
hai
TEHZEEB HAFI
FOR MORE OF TEHZEEB HAFI |