Blog
WOH HUSAN BEMISAAL HAI KAMAL HAI BY AMMAR IQBAL URDU POETRY
WOH HUSAN BEMISAAL HAI KAMAL HAI BY AMMAR IQBAL URDU POETRY |
کمال ہے
وہ پیکرِ جمال ہے کمال ہے
وہ حُسن بے مثال کمال ہے
وہ پوچھتے ہیں آپ کیوں بدل گئے؟
یہی میرا سوال ہے کمال ہے
مجھے حرام ہے شراب کا نشہ
تمہیں لہو حلال ہے کمال ہے
رقیب کو بُرا بھلا میں کیوں کہوں؟
وہ صرف ہم خیال ہے، کمال ہے
عمار ؔ اقبال
Woh pikar e kamal hai kamal hai
Woh husn bemisaal hai kamal hai
Woh puchtey hain app kyun badal gye?
Yehi mera sawal hai kamal hai
Mujhe haram hai sharab ka nashi
Tumhein lahoo halal hai kamal hai
Raqeeb ko bura bhala main kyun kahoon?
Woh sirf hum khiyak hai, kamal hai
AMMAR IQBAL
FOR MORE |